Showing posts with label Mirza Usman Poetry. Show all posts
Showing posts with label Mirza Usman Poetry. Show all posts

Tuesday, 1 November 2016

Chahye Mujhe Kuch Aisa Rafugar Aj Kal

Chahye Mujhe Kuch Aisa Rafugar Aj Kal

Ata Ho Jisko Rooh Pe , Paiwand Lagana

Jane Anjane Main Jo Apne Ban Jaty Han


Jane Anjane Main Jo Apne Ban Jaty Han
Gham Azari Ka Woi Log, Sabab Ban Jaty Han
Aur Pyar Main Jab Koi Naqaam Ho

Jany Q Wo Log Mirza, Shayar Ban Jaty Han

Thursday, 20 October 2016

Mana k Nahi Hum Se Mohabbat Tumko

Mana k Nahi Hum Se Mohabbat Tumko
Phir Sunaye Kya Dil Ki Ye Halat Tumko

Hum To Mar Rhy Han Mar Jayenge

Phir Meri Halat Se Hai Kya Shikayat Tumko

Writter: Mirza Usman

Kahan Jao Gay Tum Bhanwar Ankho Men Le Kr

Kahan Jao Gay Tum Bhanwar Ankho Men Le Kr
Teri Ankho Ko To Samandar Talash Kartay Han


Writter: Mirza Usman

Ik Tamanna Lahasil C

Din Bhar Mujh Ko Staati Ha Ik Tamanna Laahasil C
Shab Bhar Mujhko Jagati Ha, Ik Tamanna Lahaasil C
Dekhun To Sb Kuch Ha Haaasil Mujhe Lekin
 Haasil Nahi Mujhe, Ik Tamanna Laahasil C

Meri Socho Ki Almaari Men Tamanayen To Bohat Han Lekin
Tamanna Jo Akeli Pari Ha Dil Men, Ik Tamanna Lahaasil C

Muslim Hun To Janmo Ka Bharam Rkhna Maslak Nahi Ha Mera
Aik Zindagi Thi Jo Guzri Ha Le Kr, Ik Tamanna Laahasil C

Sochta Hun Khud Ko Neelam Kar Du
Soda Apna Men Sar E Aam Kr Dun
Jigar De Dun, Jabar De Dun, Ankhen De Dun Khoon De Dun,
 Jisam De Dun, Jan De Dun Mango Jo Dil Tum To Bolo Kese De Dun?
Mol Iska Kuch Nahi Ha Siwaye...Ik Tamanna Laahasil C

Usay Kehna Marr Rha Hun Mirza, Aaa Kar Dekh Lay..

Marnay Se Pehle To Puri Ho Jaye . Woh Tamanna- Deedaar E Laahaasil C

Writter: Mirza Usman

Ab Yaad Mujhe Kar K Ro Rhy Ho Tum

Ab Yaad Mujhe Kar K Ro Rhy Ho Tum
Zamane Se Nibah Kr K Mujhe Kho Rhy Ho Tum
Tumhen Meri Mohabbat Pe Yain Aa Raha Ha Ab
Chalo Choro G Ab Q Dewane Ho Rhy Ho Tum


Writter: Mirza Usman