Friday, 27 February 2015

Jo Mere Liye darwaza Khole Gi


شادی کی پہلی رات شوہر اور نئی نویلی دلہن نے ایک انوکھا فیصلہ کیا‘ دونوں کا فیصلہ تھا کہ صبح کوئی بھی آئے ہم دروازہ نہیں کھولیں گے۔ جب صبح ہوئی تو سب سے پہلے شوہر کے والدین نے دروازے پر دستک دی ،دونوں نے ایک دوسرے کی طرف دیکھا اور معاہدے کے مطابق کوئی بھی دروازہ کھولنے کے لئے نہیں اٹھا۔ چند منٹ دوسری دستک ہوئی‘ دروازہ کھولنے کی آواز آئی‘ اس مرتبہ ہونے والی دستک شوہر کی بہن کی تھی مگر شوہر نے اپنے دل پر جبر کرتے ہوئے اسے بھی نظر انداز کر دیا۔ دروازے پر تیسری دستک ہوئی‘ دروازہ نہ کھلا

Monday, 9 February 2015

Baaz ko thokar kha kar samajh

Baaz ko thokarr kha kar kahin samajh aati ha
Koi pathar to sar e raah parra rehne do

Jin k chehron par naqaab hote han

Jin k chehron par naqaab hote han
un k jurm be hisaab hote han
Akarr kar chalte han aise
jese husan k nawab hote han

Taseer hu ulti ha

Taseer hi ulti ha is jaam e mohabbat ki
Hum jisko pilaate han wo zehar ugalta ha

Mere yara tere ghum

Mere yara tere ghum agar payen ge
Hamen teri ha qasam hum mar jaenge

Yaadon se baaton tk

Meri baaton se meri yaadon tak,
hisaab kr k dekho, be hisab ho tum

Baahir se to ronak

Baahir se to ronaq aj bhi wohi ha
is ishq ne andar hi andar se jalaya ha bohat kuch

Chor kar hum ne ameeri

Chor kar hum ne ameeri, ki faqeeri ikhtiyaar
boriye pe beethe han , qaleen ko thoikar maar kar

Churri ki dhaar se

Churri ki dhaar se kat'ti nahi chiraagh ki loo
badan ki mout se insaan mar nahi skta

Dekh zindagi istarhan na rula mujh ko

Dekh zindagi istarhan na rula mujhko
Hum Khafa huwe to tujhe chor jaen ge

Dil juda hon to mulaqat ka

dil juda hon to mulaqaat ka kya matlab?
Youn to sehra sy samnadar bhi mila karte han

Kuch alfaaz ki tarteeb se

Kuch alfaaz ki tarteeb se banti ha shayri
Kuch chehre hi puri ghazal hua karte han

Zakham han k dikhtey nahi





 Zakham han k dikhte nahi
Mat samajhna k dukhte nahi